Youtube Carrier Ke Liye Kaisa Hai


Welcome Our All Friends 

Hello Friends, Aap sabhi jante hai. Aaj youtube kitna popular ho gaya hai. Sabhi people Youtube pe visit karte hai. Aur vaha pe jo bhi hame achha lagta hai. Vo ham dekhte hai. But, Yaha Pe ham youtube channel se rupaye kamane ke bare me janege. Jaise ki aap sabhi ko pata hoga. Ki ham youtube se rupaye kama sakte hai. Vaha pe video Upload kar sakte hai. But, Kuchh friends hamare youtube pe work karte hai. Aur ve kaphy confuse hai. Ki youtube pe hame kitne time tak Work karna chahiye. Kitne time tak work nahi karna chahiye. Aur kya Full Time karna chahiye. Ya Part time karna chahiye. Youtube se ham kitni income kar sakte hai. In sabhi ke bare me is article me jankari share ki gayi hai. Aur aap sab kuchh is article me janege. To Chaliye Jante hai. 



Youtube Carrier Ke Liye Kaisa Hai.
Youtube pe hame easy success mil jata hai. Yadi ham video upload karke income karna chahte hai. To iske liye bahut sare way hamare pas hai. Jaha Pe ham apne video ko upload karke income kar sakte hai. But, Phir ham people youtube ko hi kyu choose karta hai. Iske bhi bahut sare reason hai. Yaha Pe hamara video jaldi viral Hone ke chance hai. Yaha pe hame kaphy service mil jati hai. Jiske karan ham youtube choose karte hai.But,  hamari income adsense se hoti hai. Aur sabhi people jante hai. Adsense ke rule kitne sakt hai. Jiske karan kuchh people bahut achhi income kar lete hai. Aur kuchh people income nahi kar pate hai. Ve peechhe rah jate hai. Aise me ham ek doosre se puchhte hai. Uski income ke bare me to koi kahta hai. Hamari income itani hai. Aur koi kahta hai. Hamari income nahi hai. Jiske reason se bhi ham kaphy confuse ho jate hai. To aap un sabhi ke bare me janege. 


Aap sabhi jante hoge. Jo ki youtube pe work karte hai. Ya jitne youtube pe channel hai. Sabhi people adsense se income karte hai. But, Adsense ki terms and Condition bahut jyada hard hoti hai. Jiske karan bahut bar hamara adsense disapprove ho jata hai. Aur youtube hame koi aisi service bhi nahi deta hai. Jisase ham doosre adsense ke ads apne videos pe show kar sake. But, Kuchh youtuber aise hote hai. Jinka adsense ek bhi bar disapprove nahi hota hai. Aur ve achhi income bhi karne lagte hai. To ye sabhi lagan pe hota hai. Aur yadi ham manse work karege. To ham jarur success hoge. Aur hame success hone se koi rock bhi nahi sakta hai. Isliye aap aisa kuchh bhi na soche. Ki ham adsense se incoke nahi kar sakte hai. hamare liye youtube channel sahi nahi rahega.
Ab ham baat karte hai. Apne topic pe. Friends youtube ek aisa way hai. Jaha pe hame mahanat ke sath me Lagan honi chahiye. Yadi hamare andar lagan hai. Aur ham achhe se achha work karte hai. To ham jarur success hoge. Kuchh peoples ko maine dekha hai. Ki vo youtube pe work karne ke liye apni study chhor dete hai. To ye bilkul galat hai. Aap yadi People ko kuchh sikha sakte hai. To aap youtube pe jarur work kare. But, Aap apni study ko na chhore. Yadi ham youtube se income ki baat kare. To ham yaha Se achhi income bhi kar sakte hai. But, Tab tak aapko work karte rahna hai. Jab tak aapko Success nahi mil jata hai. 





I Hope, Ki aapko ye article pasand aaya hoga. Yadi apko ye article pasand aaya hai. To aap hame comment karke jarur bataye. Jaha Tak mera experience Tha. Maine aap sabhi ke sath me jankari share ki hai. Iske alava aur bhi hamare blog pe apko jankari milti rahegi. Yadi aapka koi question hai. To aap comment me jarur poochhe.

All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial