Canva Se Achha Image Kaise Banaye

                                        Welcome Our All Friends

Canva  image banane ke liye bahut jyada popular site hoti ja rahi hai. Ye beginner ke liye ek bahut achhi site hai. Yaha se ham ek achha image bana sakte hai. Only yaha se ham image hi nahi, Loge design, Thumbnail, Channel Art, Blog Banner Aur bhi bahut kuchh kar sakte hai. Yadi aap bhi ye sab karna chahate hai. To yaha se easy kar sakte hai. To chaliye ishke bare me jante hai. 





                                            

Canva Se Achha Image Kaise Banaye 
Yadi aap bhi ek youtuber hai. Ya Blogger hai. To aapke liye ye site kaphi achhi hai. Because aap yaha se baht kuchh kar sakte hai. Mostly Dekha jaye to jitne bhi youtuber hai. Sabhi yaha se hi Thumbnail banate hai.Ishke sath me yaha pe ham channel art bhi kaphi achha design kar sakte hai. Yadi blogger ki bat ki jaye. To sabhi ke bare me mujhe to nahi pata hai. But, Mai yaha se hi image banata hoo.Kaphi attractive image yaha se ban jata hai. To Mai aapko ishke bare me step by step batata hoo.


Canva Tutorial 

1. Sabse pahle aapko is site pe jana hai. Aur Log In karna hai. ( Yadi aapne sign up nahi kar rakha hai. To aap Gmail account se easy sign up kar sakte hai. Sign up karne ke liye Aapko Sign up with google account Pe click karna hai)
                                         


2. Ab Aap ishke Dashboard Me pahuch Jayege. Aapko Jo bhi banana hai. Aap ushpe click kar sakte hai. 



                                             



  
Aapko Yaha pe sabhi option mil jayege. Jaise Ki thumbnail, Channel Art, Blog Banner, Yadi aapko apne blog ke liye Image banana hai. To aap Apna size Khud Custom kar sakte hai. Ishke liye aapko Use Custom Dimensions Per click karna hai. Aur size kar le. Yadi meri bat kare. To Mai apne blog Image ke liye 800X500 Use karta hoo. To aap bhi choose kar sakte hai.





3. Jaise hi aap click karege. Editor page open ho jayega. Yadi ham yaha se hi image choose karna chahate hai. To yaha pe paid aur free Dono available hai. Aap Jo bhi lena chahe vo le sakte hai. To chaliye Mai apko iske sabhi option ke bare me detail se batata hoo. 

                                        



1.Jo search Ka option hai. Ushme aap jo bhi search karna chahe. Vo kar sakte hai. Yadi apko koi bhi image search karna hai. To aap vaha pe kar sakte hai. Jaise Mobile, Computer, Blog, And Others.

2.Layout Me aapko Background Image mil jayege. Jinko aap edit kar sakte hai. Achha Image banane ke liye.

3.Elements Categories Ka option hai. Jishme apko Free Image, Grids, Frames, Shapes, Lines,Icon, Charts Mil jayege. 

4. Text ke option me  apko Sabhi tarah ke Fonts mil jayege. Jishme aap jo bhi chahe vo fonts use kar sakte hai. 

4.Background Me aapko bahut sare colour aur image mil jayege. Jishme se aap jo bhi use karna chahe vo kar sakte hai.

5. Upload se aap jo bhi image ya font upload karna chahe to kar sakte hai. 

Ab aap yaha se ek achha image bana sakte hai. Aur aapko Image banane me koi problem bhi nahi hogi. 


I Hope, Ki aapko hamara ye article Achha Laga Hoga. Yadi aapko Ye article achha laga hai. To aap ise apne friends ke sath me share kar sakte hai. Yadi aapko koi bhi problem hai. To aap hame comment kare. 

                               Thanks For Reead This Article 


All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial