Blockchain Wallet Ko Secure Kaise Kare

                                       Welcome Our All Friends

Hello friends aaj is article me aap janege. Ki aap apne bitcoin wallet Blockchain Ko secure kaise kar sakte hai. Jaise ki aap sabhi friends jante hai. Blockchain aaj kitna popular ho gaya hai. Aaj sabhi bitcoin me work karne vale blockchain ka use kar rahe hai. Yadi aap bhi blockchain ka use karte hai. Aur vaha pe yadi aapne apne bitcoin rakhe hue hai. To aap ushko secure jarur kar le. Taki phir aapko koi problem na ho.

Blochain Wallet Ko Secure Kaise kare
Bitcoin ko hack karna ya bitcoin me koi problem hona to impossible hai. But, Aapko phir bhi apna wallet secure karke rakhana chahiye. Yaha pe blockchain wallet ko secure karne ki jo bhi trick mai aapko batane ja raha hoo. Ye bilkul aasan hai. Aur ise sabhi log kar sakte hai. Walet ko secure karne ke liye aapko koi bhi Invest karne ki jarurat nahi padegi. To chaliye jante hai.

1.Sabse Pahle aap apne blockchain wallet ko Log in kar le.

2. Ab Aapko security center Ke option me jana hai.

3. Aur Sabse Pahle aapko Apni email Id verify kar leni hai.

4. Ushke Baad ab Phrase Backup Pe click karna hai.
(Yaha Pe aapko Total 12 Words Milege. Jinko aap Copy kar le Aur Notepad Me rakh le.)

5. Ab aapko Ek doosra Option milega. Jishme Ye sabhi words Type karne hai.

6. Ab aap Create password Hint Mel Pahuch Jayege. Jishme aapko Ek password Set kar lena hai.
Isi tarah se jo bhi aapke samne jitne bhi option hai. Sabhi Ko fill kar le.

Aur Ab aapka Blockchain Account Secure Ho jayega.


Yadi aapko Apna Account Secure Karne me Koi problem aa rahi hai. To aap Hamara Neeche Diya Gaya Video bhi dekh sakte hai. Jishme aap step By step Sari information achhe se samajh jayege. 

             

                                 Thanks For Read This Article 




All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial