Bitpay Kya Hai- Ispe Account Kaise Banaye

                                      Welcome Our All Friends

Bitcoin Ki Company me Naye Naye Feature add ho rahe hai. Aur bitcoin ki har company famous hoti ja rahi hai. Aaj aisi hi ek company ke bare me jankari share kar rahe hai. Jishka naam hai. Bitpay ke bare me yaha pe sari information ke sath me ye bhi bayaunga. Ki aap yaha pe account kaise bana sakte hai. To chaliye jante hai..





Bitpay Kya Hai
Bitpay Ek Bitcoin payment system ki hi company hai. Yaha se ham chahe to bitcoin buy kar sakte hai. Ise U.S.A me use kiya jata hai. Aur sabhi jante hai. U.S.A me bitcoin Ka Transaction Ham A.T.M ke throgh kar sakte hai. To ye company bhi hame yahi service provide karti hai. Ishka Headquarter Atlanta United States Me hi hai. Yadi ham chahe to ise Wallet ki tarah hi use kar sakte hai. Yadi aapne ishka naam suna tha. Aur aap yahi janana chahate the. Ki ye kya hota hai. To Isliye maine yaha pe information share ki thi. Yadi aap ise ek wallet ki tarah use karte hai. To apko yaha pe koi fees nahi deni padegi. Aur yaha pe aap apne bitcoin ko rakh sakte hai. Aur bilkul safe hai. 


Bitpay Pe Account kaise banate hai
Yaha pe aap do tarah se acount bana sakte hai. Pahla hai. vo hai wallet ki tarah use karne ke liye. Aur doosra hai. Vo hai. Debit card (Bitcoin) Yadi aap U.S.A Me rahte hai. To aap Bitpay card account bana sakte hai. To chaliye jante hai. 

1. Sabse pahle aapko Bitpay.com Pe jana hai. Aur Sign up pe click karna hai.

2. Jaise hi aap sign up click karege. Vaise hi ek new page open hoga. Aapko jishke liye account create karna hai. Vo select kare. 

3. Aur ab aap yaha pe account create kar sakte hai. 


I Hope, Ki aapko hamara ye article Achha Laga Hoga. Yadi aapko Hamara ye article pasand aaya hai. To aap ise apne friends, Ke sath me share kar sakte hai.



                                 Thanks For Read This Article 



All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial