Investment Kya Hai Kaise/Kaha Invest Karna Chahiye


                                       Welcome Our All Friends

Hello friends, Jiase ki aap sabhi jante hoge. Aaj internet pe online business se related bahut sare way available hai. Jaha pe ham apna easy business start kar sakte hai. Iske alava bhi hamare pass sare way hote hai. Jaha se ham achi income kar sakte hai. But, Yadi bat kare. Ham india ki to india me ab bhi jyada se jyada people online business ko real way nahi mante hai. Aur kuchh people to ise ignore bhi karte hai. But, Yadi another county ki bat ki jaye. To vaha to online business jyada se jyada people karte hai. Aaj is article me online business ke bare me full information aapko Milegi. Jisme kaha se ham work kar sakte hai. Aur kitna investment karke kitni achhi income kar sakte hai. Sabhi ke bare me Is article me information share ki gayi hai. 


Investment Kya Hai
Yadi bat ki jaye investment to ye to sabhi ko information hogi. But, phir bhi ham aapko iske bare me information de dete hai. Ki investment kya hai. Yadi ham koi offline business karte hai. Aur usme jo ham rupaye lagate hai. Use investment kahte hai. Aise hi yadi ham online business start kare. Aur vaha pe ham apne work start karne ke liye ya Achha banane ke liye jo bhi ruoaye kharch karege. Use investment kahte hai. But, Investment Use nahi kahte hai. Jaha pe ham ne rupaye laga diya. Aur us rupaye ko ham Loss,/ Profit me bhi nahi nikal sakte hai. To chaliye Aur bhi ham information dete hai. 




Investment Se Kya Ham  income kar sakte hai
Offline business karne ke liye sabhi people investment easy kar sakte hai. But, Jab baat aati hai. Online work ki. To bahut se people isko fake samajhte hai. So, Ve apna work start nahi kar pate hai. But, kuchh people aise bhi hote hai. Jo ki online work pe Believe Karte hai. But, Unke pass investment karne ke liye balance nahi hota hai. So, Ve starting me Blogging, Youtuber, Free Plan Use karte hai. So, Unko success hone pe jyada time lag jata hai. But, Ve ek din success jarur ho jate hai. Jab vo free plan se achhi income karne lagte hai. Tab vo Investment plan start kar dete hai. Aur vo vaha se achhi income karne lagte hai.To friends Yadi koi bhi people kahta hai. Ki ham online work me investment karke profit nahi kar sakte hai. Aur hamara Rupaye doob jayega. To vo galat kahta hai. Aur yadi aap bhi aisa sochte hai. To aap bhi bilkul Galat sochte hai. Yadi kaha jaye. To online work me bhi investment karke itani achhi income kar sakte hai. Jitni free plan se nahi kar sakte hai. 


Kaha Investment Karna chahiye


Yadi aapne Itana sab kuchh read kiya hai. To aapko ye bhi pata hona chahiye. Ki aap kaha investment karke jyada profit le sakte hai. Vaise mai aapse ye to nahi kahta hoo. Ki aap investment kare. Tabhi aap work start kare. Yadi aap free me work start karna chahate hai. To bhi aap easy kar sakte hai. Example Youtube, Blogging, Data Entry Work, Iske alava bhi bahut jyada site hai. Jaha Pe aap free me bhi work start kar sakte hai. But, Aapko free me work start karne ke liye bahut jyada mehanat karni Hogi. Aur aapka bahut jyada time bhi lagega. But, Jo investment plan hote hai. Vaha Pe ham achhi income kar sakte hai. Aur hame jyada time bhi nahi lagega. But, Aapko Work, Mehanat sabhi jagah karni paregi. Chahe vo free plan ho. Ya paid plan ho. 


Investment Topic-Earn Biggest Money

Yaha Pe jo bhi work ham aapko batayege. Unme se ek bhi work risky nahi hai. Aur yadi unme se koi bhi work Risky hai. To mai uski bhi information aapko de duga. 


Yadi ham bat karte hai. Domain ke bare me To sabhi people jante hai. Domain kya hota hai. Aise bahut kam people hai. Jo ki Domain ke bare me nahi jante hai. Yadi aap nahi Jante hai. To Jan Bhi jayege. 
Jaise yadi aapko website banana hai. To aapko sabse pahle domain buy karna hoga. Example Meri website ka domain name hai. www.vishalvidya.com
Is tarah se aapko bhi buy karna hoga. Ye domain name jyada Mahage To nahi hai. But, Domain ki koi price nahi hai. Sabhi domain alag alag hai. Aapko godaddy jaisi site pe. Jo premium Me domain milege. Unki price bahut jyada hoti hai. Aur Yadi bat kare. Flippa, Sedo jaisi site ke bare me. To yaha pe domain 1000$- 10000$ Ki price me domain sell hote hai. Aise hi aap Saste domain buy karke mahage me sell kar sakte hai. Iske bare me yadi aap Internet pe research karege. To sari information aapko mil Jayegi. 


Ise ham share market ke naam se bhi jante hai. Yadi ham iski bat kare. To yaha pe ham achhi income kar sakte hai. But, Yaha pe bhi hame invest karna hota hai. Aur yaha pe loss/ Profit dono hota hai. Yaha Pe aapka loss bhi ho sakta hai. Aur profit bhi bahut jyada hota hai. 


Aise bahut kam people hoge. Jo ki network marketing ke bare me nahi jante hoge. Nahi to sabhi people network marketing ke bare me jante hai. But, Jo online network marketing plan hote hai. Vaha se ham achhi income kar sakte hai. Aur yaha pe ham kam investment me achha profit le sakte hai. Aur yadi ek bar team build ho gayi. To ham bahut jyada profit le sakte hai. 



Aaj ke time me kam people hai. Jo ki bitcoin ko nahi jante hai. Nahi to sabhi people bitcoin ke bare me jante hai. Yadi aap bhi abhi tak bitcoin ke bare me nahi jante hai. To aap is article ko read kare Bitcoin Kya Hai- Full Information Hindi
To ab aap bitcoin ke bare me jan chuke hai. Yaha Pe hame work start karne ke liye investment karna parta hai. Ham free me yaha pe work start nahi kar sakte hai. Aur jo people bitcoin work kar rahe hai. Vo yaha se achhi income kar rahe hai. Yadi aap bhi bitcoin work karna chahate hai. To hamare blog pe Pare pahle se article read kare. Aapko Kaphy jyada information milegi. 

                                  Thanks For Read This Article 

All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial