Youtube Kitne View Pe Kitni Income Deta Hai


                                            Welcome Friends 

Hello friends Is article me ye jankari share ki gayi hai. Ki youtube hame kitne view per kitni income deta hai. Jaise ki aap sabhi jante hoge. Aaj youtube pe kitne people work kar rahe hai. Aur sabhi people achhi income kar rahe hai. To kya aap bhi youtube pe work karte hai. Kya aap karna chahate hai. Yadi aisa hai. To aap bhi janana chahate hoge. Ki ham youtube se kitni income kar sakte hai. To aap aaj bilkul sahi jagah pe hai. Yaha pe aap inhi sabhi bato ke bare me janege. 
                                             


Youtube Kitne View Pe Kitni Income Deta Hai
Yadi dekha jaye. To youtube pe aise bahut kam people hai. Jo ki income nahi kar rahe hai. Jo bhi 6- 7 mahine achhe se youtube pe work karta hai. Vo sabhi people income kar rahe hai. To friends aise me ham un people ko dekhte hai. Aur sochte hai. Ye youtube se kitni income kar rahe hai. Kyu na hame bhi youtube pe work karna chahiye. Aur achhi income karni chahiye. Yahi sabhi bate hoti hai. Aur ham youtube pe work start kar dete hai. Aur tab hame lagta hai. Ki kisi ki income ke bare real pata chale. Ki ye kitni income karte hai. Aur ham kitni income kar sakte hai. Tab ham iske bare me research karte hai. But, Hame koi bhi real way nahi milta hai. Aur na hi hame koi apni real income batata Hai. But, Yaha pe mai aapko kuchh real jankari dunga. Jo ki ho sakta hai. Aapko sahi se samajh me aa jayege. Bahut se people sochte hai. Ki hame subscribe, Like, Comment ke rupees Bhi milte hai. To aisa bilkul bhi nahi hai. Inme se hame kisi bhi work ke rupaye nahi milte hai.  Rupaye hame only milte hai. Views Ke Aur views ke liye bhi kaphy kuchh dekhna padta hai. Ki hamara video Complete Kisi ne dekha Ya nahi aur uspe ads show hui ya nahi. Jo hamara video dekha gaya hai. Vo kis country me dekha gaya hai. Aisi bahut si bate hoti hai. Jo ki adsense sab kuchh dekhta hai. Aur usi ke hisab se adsense hame income deta hai. Ab Ham aapko kuchh real jankari deta hoo.


1. Jaise ki aap sabhi jante hoge. Jo adsense ke rule hai. Vo bahut jyada sakt hai. Aise me kabhi kabhi hamara adsense bhi band ho jata hai. jisase ki ham income nahi pate hai. To ye sab problem wrong activity Ki hoti hai. Yadi ham apne adsense pe khud click karte hai. To hamara Disapprove ya Suspend ho jata hai. Jisase ki ham income nahi pate hai. Aur yadi hamare ads pe koi jan kar baar baar click karta hai. To adsense ko aisa lagta hai. Ki ye khud click kar raha hai. Ya kisi se click karva raha hai. Isliye bhi hamara adsense Suspend  ho jata hai. Aur Kabhi kabhi to hamari adsense ki earning bhi cut ho jati hai. Jisase ki ham achhi income nahi kar pate hai. To ye thi adsense ki terms Yadi hamare adsense me aisa hota hai. To hamare youtube channel pe kitne bhi view aaye. Ham income nahi kar sakte hai. But, Ye problem kabhi kabhi starting me hoti hai. Baad me nahi hoti hai.Yadi starting me hamari achhi income hone lage. To baad me hame koi bhi problem nahi hoti hai. Aur ham achhi income kar sakte hai. 


2. Jaise ki blogging ke bare me jante hoge. Jo adsense ki terms Blogging se income karne ke liye hai. Vahi terms Hamare youtube channel pe bhi deta hai. But, Ham apne youtube channel se easy adsense approved kar sakte hai. Yaha Pe kuchh problem hoti hai. But, adsense ki cpc Youtube channel pe kam hoti hai. 

3. Jaise ki maine apko uper bataya tha. Ki adsense ye bhi dekhta hai. Ki aapka video  kaha dekha gaya hai. Yadi aapka video, America U.S.A Me dekha gaya hai. To adsense hame jyada income dega. Aur yadi hamara video another country ya India me dekha jata hai. To adsense ki cpc Kam hoti hai. Iske alava kabhi kabhi ham youtube channel pe video publish kar dete hai. Aur uspe hamare view aate hai But, Ads show nahi ho pati hai To ham income nahi kar pate hai Aisi bahut si problem hoti hai. Jisase ham income nahi kar pate hai. 


4. Pahle to adsense ki cpc Sahi thi. Aur babut jyada achhi income bhi deta Tha. But, Kuchh samay pahle se Kam cpc De raha hai. Pahle 1000 Views pe hamari Total income 1$ Tak ho jati thi. But Ab 5000 Views pe hamari 1$ Income hoti hai. Iske alava jis video pe hamare jyada view aa jate hai. Uski cpc Aur jyada badh jati hai. Aur hamari income bhi badh jati hai. 


I Hope, Ki aapko ye article Pasand aaya hoga. Yadi aapko ye article pasand aaya hai. To aap hame comment karke jarur bataye. 


All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial