BlockChain Kya Hai. Aur is Per Account Kaise Create Kare


            In this article me mai aapko bitcoin ke bare me bata raha hoo. Yaha per mai aapko bitcoin wallet ke bare me jankari de raha hoo. ki kaise aap bitcoin kama sakte hai. aur use kaha rakh sakte hai.

To friends aapko ye to para hoga. ki aaj internet Grow karata hua ja raha hai. aur internet per bahut si aise system aate hai. aur present me bhi hai. jisase ham apne online business ko ek success bana sakte hai. aur agar ham chahe to apna ek big business internet per hi open kar sakte hai. to ab mai aapko bata raha hoo. ki www.blockchain.info kya hai.

Bitcoin Kya Hai.   Kya aap bitcoin ke bare me jante hai. agar aap hamari site ke regular reader hai. to aapko pata hoga. ki bitcoin kya hai. because mai apni site pe bitcoin ke bare me full information deta hoo. To agar aapko abv bhi nahi pata hai. ki bitcoin kya hai. to maine ishke bare me bahut se article likhe hai. jinhe aap read kar sakte  hai. aur pata kar sakte hai. ki bitcoin kya hai.


3. Ab aapke pass ek page poen hoga jise aapko bharana hai.

1. Email Id Dale. Jo aapki ho.

2. Aap apna koi bhi password choose kare. password 8 word ka hona chahiye. six word dale. aur uske baad 2 ank jaise #@ aise dale.

3. Password dubara dale.

4. Ab yaha per click kare.  Terms And Service pe.

5. Ab continue per click kar de.
                                  












                                  


5. Ab aapka account create ho chuka hai. aur aap apne dashboard  me pahuch gaye hai. to mai aapko batana chahuga.  ki jo blockchain ka account hota hai. to wallet id se aur passwork se log in hota hai. to ab to aapka dashboard on hoga aur jab aap ise log out karte hai. to vo aapki wallet id accountper hi save rahegi. matalab aapko bar bar wallet id dalne ki jarurat nahi padegi. aur another by aapki wallet id kahi pe gayab ho jati hai. ya kisi bhi prakar se koi mistake ho jati hai. to jab aapne apna account create kiya hoga. to vo wallet id aapki gmail id per mail aa gaya hoga. aap vaha se copy karke use kar sakte hai. aap neeche Screen Shot me dekh sakte hai.


                                                         

All free bitcoin earning ways Bitcoin faucet, mining Surf ads, faucethub, coinpot tutorial